• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qalb-E-Warafta Mohabbat Mein Kahin Aisa Na Ho

Qalb-E-Warafta Mohabbat Mein Kahin Aisa Na Ho

qalb-e-varafta mohabbat men kahin aisa na ho

jis ko tu apna samajhta hai vahi begana ho

har sitam par muskurana meri fitrat hai magar

dekhiye is zabt ka anjam kya ho kya na ho

main ne maana aap ne sab kuchh bhula Daala magar

ghair-mumkin hai kabhi mera ḳhayal aata na ho

husn ko ye gham ki jalve ho rahe hain be-naqab

ishq ko ye fikr namus-e-nazar rusva na ho

shauq se tu bhuul ja ai bhulne vaale magar

is taghaful men koi pahlu tavajjoh ka na ho

gir gaya un ki nigahon se dil-e-ḳhana-ḳharab

meri nazron se bhi gir jaa.e kahin aisa na ho

bahar-e-takmil-e-nazara ye bhi lazim hai ‘nasim’

mere un ke darmiyan haa.il koi parda na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Inqalab Bhi Ai Daur-E-Asman Ho Jae

Main Aks-Gar-E-Jalwa-E-Jaanana Bana Hun

Meri Jab Us Se Aashnai Thi

insha-allah-khan-insha

Hai Mujhko Rabt Bas-Ki Ghazalan-E-Ram Ke Sath

Wo Din Bhi the Ki in Aankhon Mein Itni Hairat Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet