• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qais Wo Natawan-E-Sahra Hai

Qais Wo Natawan-E-Sahra Hai

poet

qais vo natavan-e-sahra hai

kalbud nistan-e-sahra hai

atish-e-ishq se hai siina garm

jalva-e-barq jan-e-sahra hai

tere divana ke liye zanjir

mauj-e-rang-e-ravan-e-sahra hai

gham men kis sho.ala-ru ke dud-e-ah

atish-e-dudman-e-sahra hai

hai jo farhad da.avati-e-koh

qais bhi mehman-e-sahra hai

haif paik apna rah-ghalat-karda

taaza chashm-e-ravan-e-sahra hai

hai har ik harf chashm-e-ghul ‘vaqar’

is ghazal men bayan-e-sahra hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mauja-E-KHun-E-Pareshan Kahan Jata Hai

allama-iqbal

Har Ek Maqam Se Aage Guzar Gaya Mah-E-Nau

Mujhe Zindagi Ne Diya Kuchh Nahin

Dosh-E-Hawa Pe Tinkon Ka Ye Aashiyana Kya

Ab Us Ka Wasl Mahnga Chal Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet