• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qaid Mein Bhi Hai Junun Dast-O-Gareban Humse

Qaid Mein Bhi Hai Junun Dast-O-Gareban Humse

qaid men bhi hai junun dast-o-gareban ham se

aa ke ḳhalvat men bhi milta hai bayaban ham se

qais sauda-e-gham-e-gesu-e-laila ke liye

le gaya chand ḳhayalat-e-pareshan ham se

ishq men itna zamana hamen guzra hai ki log

puchhte aate hain is dard ka darman ham se

koi naqus-o-jaras ki nahin karta fariyad

ham jo nalan hain to har shaḳhs hai nalan ham se

haal ka apne hamen ilm nahin un ko hai

raaz rakhte hain hamara bhi vo pinhan ham se

qaid-e-gham se hai riha.i bahut asan ‘natiq’

sharm is ki hai ki vabasta hai zindan ham se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dukhon Ke Phul to Hain zaKHm to Hai Dagh to Hai

poet

Wo Ek Pal Ko Mujhe Itna Sach Laga Tha Ki Bas

poet

Jo Hai Yan Aasaish-E-Ranj-O-Mehan Mein Mast Hai

fahmida-riaz

Purwanchal

Qaid-KHane Ki Hawa Mein Shor Hai Aalam Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet