• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qaid Aap Apne Hi Mein Raha Hun Ghalat Nahin

Qaid Aap Apne Hi Mein Raha Hun Ghalat Nahin

qaid aap apne hi men raha huun ghalat nahin

main surat-e-ḳhayal jiya huun ghalat nahin

paani ka bulbula hai haqiqat men zindagi

phir bhi main vahimon men paḌa huun ghalat nahin

a.ina dekhta hai mujhe a.ine ko main

yuun aks aks TuuT gaya huun ghalat nahin

saa.e ko mere dekh ke ye maan lenge aap

main aap apne qad se baḌa huun ghalat nahin

‘premi’ agar kahun ki kisi ke baghair main

ḳhud se bhi ajnabi hi raha huun ghalat nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sambhal Ke Rahiyega Ghusse Mein Chal Rahi Hai Hawa

suKHan Mein Rang Tumhaare KHayal Hi Ke to Hain

ahmad-fareed

din Se Bichhdi Hui Baraat Liye Phirti Hai

Tere Hi Sath Mere Yar Hai Meri Duniya

poet

Dil Ko Har Aish Se Begana Bana Kar chhoDa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet