• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qafas-Nasibon Ka Uf Haal-e-Zar Kya Hoga

Qafas-Nasibon Ka Uf Haal-e-Zar Kya Hoga

poet

qafas-nasibon ka uf hal-e-zar kya hoga

phir aa rahi hai chaman men bahar kya hoga

dil-o-jigar pe liye honge zakhm kitnon ne

koi hamari tarah dil-e-figar kya hoga

isi khayal se main arz-e-shauq kar na saka

haya se rang-e-rukh-e-tab-dar kya hoga

bahar de na saki ek phuul ko bhi nikhar

khizan ke saath hai rang-e-bahar kya hoga

fasurda lala-o-gul hain ravish ravish hai udaas

chaman men aise men jashn-e-bahar kya hoga

khadang-e-naz ne kuchh is tarah kiya zakhmi

jo dil ke zakhm hain un ka shumar kya hoga

kabhi ki tuut gai aas raat bhiig gai

kisi ke aane ka ab intizar kya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tilism-E-Ishq Tha Sab Is Ka Sat Hone Tak

Aarzu Hasrat-E-Nakaam Se Aage Na baDhi

poet

Kan Laga Ke Sunti Kya Hai

Dil-E-Ashufta Pe Ilzam Kai Yaad Aae

kishwar-naheed

dil Ki diwar Mein Aaina Rakha Tha Kis Ne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet