• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Qabr

Qabr

naina-adil

shahzada lipatta hai mujh se aur duur kahin

chidiya ko saanp nigalta hai

sanson men ghulti hain sansen aur!

zahr utarta jaata hai

lamhat ke niile qatron men

kanon men mire ras gholta hai shabdon ka milan! aur man bhitar

ik chikh sunai deti hai

jalti poron men kanpti hai be-maya lams ki khamoshi

us ke hathon se likhti huun main ishq-badan ki mitti par

us ki ankhon ke goristan men dekhti huun ik qabr nai

aur shahzade ke siine par sar rakh kar so jaati huun

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Diya Dil Mein Jalata Hai Chala Jata Hai

kaifi-azmi

Pir-E-Tasma-E-Pa

abdul-ahad-saaz

Auj-Bin-Unuq

Sufi

Agar Tu Sath Chal Padta Safar Aasan Ho Jata

Hawa-E-Sham Na Jaane Kahan Se Aati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet