• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Purkhon Se Jo Mili Hai Wo Daulat Bhi Le Na Jae

Purkhon Se Jo Mili Hai Wo Daulat Bhi Le Na Jae

purkhon se jo mili hai vo daulat bhi le na jaa.e

zalim hava-e-shahr hai izzat bhi le na jaa.e

vahshat to sang-o-ḳhisht ki tartib le ga.i

ab fikr ye hai dasht ki vus.at bhi le na jaa.e

pichhe paḌa hai sab ke jo parchha.iyon ka paap

ham se adavaton ki vo aadat bhi le na jaa.e

angan ujaḌ gaya hai to gham is ka ta-ba-kai

mohtat rah ki ab ke vo ye chhat bhi le na jaa.e

barbadiyan sameTne ka us ko shauq hai

lekin vo un ke naam pe barkat bhi le na jaa.e

aadil hai us ke adl par ham ko yaqin hai

lekin vo zulm sahne ki himmat bhi le na jaa.e

un sohbaton ka zikr to zikr-e-fuzul hai

Dar hai ki lutf-e-shukr-o-shikayat bhi le na jaa.e

ḳhud se bhi baḌh ke us pe bharosa na kijiye

vo aa.ina hai dekhiye surat bhi le na jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Aayat paDh Ke Apne-Ap Par Dam Kar Diya

Tumhaare Pas Rahen Hum to Maut Bhi Kya Hai

Wahi Kaun-O-Makan Apna Mata-E-Zindagi Apni

poet

dil Wo Shai Hai Ki Jo dekhe To Khiche Yar Ke Sath

Mauja-E-Reg-E-Rawan-E-Gham Mein Bah Ke Dekhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet