• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Kahin Aur Kahan KHak-Basar Hon Tere Bande Ja Kar

Ab Kahin Aur Kahan KHak-Basar Hon Tere Bande Ja Kar

ab kahin aur kahan ḳhak-basar hon tire bande ja kar

zindagi aur bhi maghmum lage shahr se aage ja kar

adam-abad ke logon ka mizaj in dinon kaisa hoga

lauT aane ki tavaqqo.a ho kisi ko to vo puchhe ja kar

main ghana peḌ huun aaya bhi kabhi jo mire saa.e ko zaval

in ḳhizaon se bahut duur girenge mire patte ja kar

kaT bhi sakte hain shab o roz mire in hi gali kuchon men

lauTna hai tiri janib hi agar tere nagar se ja kar

sha.eri phuul khilane ke siva kuchh bhi nahin hai to ‘zafar’

baagh hi koi lagata ki jahan khelte bachche ja kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuza-Gar Main Tere Kis KHwab Ka Chehra Ho Jaun

poet

Zamin Kam Hai Yahan Aasman thoDa Hai

Ye daDhiyan Ye Tilak Dhaariyan Nahin Chaltin

Meri KHamoshi Hi Kaam Aai Kaha Jata Hai

noshi-gilani

Ajib Khwahish Hai Shahr Walon Se Chhup Chhupa Kar Kitab Likkhun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet