• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Purane Ho Gae Ghar baiThe baiThe

Purane Ho Gae Ghar baiThe baiThe

poet

purane ho ga.e ghar baiThe baiThe

mire divar aur dar baiThe baiThe

hamare jism ka hissa bana hai

hamare zehn men Dar baiThe baiThe

paḌi hai aisi aadat Thokaron ki

hamen lagti hai Thokar baiThe baiThe

main rahta huun masafat men hamesha

safar karta huun aksar baiThe baiThe

chali jaati hai phir uTh kar achanak

ḳhushi mere barabar baiThe baiThe

mabada bhuul hi ja.un main parvaz

hilata rahta huun par baiThe baiThe

bahut hi mushta.il hone laga hai

mire andar samundar baiThe baiThe

nahin kuchh fikr karne ki zarurat

chamakta hai muqaddar baiThe baiThe

palaTta rahta huun yadon ke auraq

main ‘nami’ roz daftar baiThe baiThe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bichhaD Ke Us Se Abhi Hun Zinda Magar Bahut Pur-Malal Ab Tak

Ek Diwar Agar Ho to Yahan Sar Maren

Milega Dard to Darman Ki Aarzu Hogi

Mauja-E-KHun-E-Pareshan Kahan Jata Hai

Unki Aamad Hai Gul-Fishani Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet