Qamat Hai Ki Angdaiyan Leti Sargam
qamat hai ki angdaiyan leti sargam ho raqs men jaise rang-o-bu ka aalam jagmag jagmag hai shabnamistan-e-iram ya qaus-e-quzah lachak
qamat hai ki angdaiyan leti sargam ho raqs men jaise rang-o-bu ka aalam jagmag jagmag hai shabnamistan-e-iram ya qaus-e-quzah lachak
qatre araq-e-jism ke moti ki ladi hai paikar-e-naz ki phulon ki chhadi gardish men nigah hai ki batti hai hayat
rakhsha-bandhan ki subh ras ki putli chhai hai ghata gagan pe halki halki bijli ki tarah lachak rahe hain lachche
saghar kaf-e-dast men surahi ba-baghal kandhe pe gesuon ke kaale badal ye madh-bhari aankh ye nigahen chanchal hai paikar-e-naznin ki
saani nahin tera na koi teri misal kis khvab ki taabir hai ye shan-e-jamal siine men yaksui ke palte palte