• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Piya Ke Nayan Mein Bahut Chhand Hai

Piya Ke Nayan Mein Bahut Chhand Hai

quli-qutub-shah

piya ke nayan men bahut chhand hai

o vu zulf men jiiv ka anand hai

sajan yuun mithai suun bole bachan

ki us khush bachan men lazat qand hai

mohan ke o do gaal tashbih men

suraj ek duuja so juun chand hai

naval mukh suhe husn ka phulban

nayan mrig hor zulf us phand hai

uu kisvat the jiiv baas mahke sada

tu uu baas nariyan ka dil-band hai

piya kuun bula liyae huun ap mandir

dutan man men us the haman dand hai

nabi sadqe ‘qubta’ kuun ap sej lyaai

to chaundhar khushyan hor anand hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab to Apnon Se Hi Hai Apne Watan Ko KHatra

Nai Barish Ki Rim-Jhim Mein Libas-E-Gham to Badlega

ahmad-tariq

Aarzi Rahaton Ke Qail Hain

ahmad-ali-barqi-azmi

Insaniyat Na Jis Mein Ho Wo Aadmi Nahin

Kisi Dar Pe Jaane Ko Ji Chahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet