• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye dastur Hai

Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye dastur Hai

poet

pi ke kar leta huun tauba jab se ye dastur hai

dil bhi raushan hai mira munh par bhi mere nuur hai

aah karta huun to barham ke liye hote ho tum

dard-mandan-e-mohabbat ka yahi dastur hai

ghair se milne ke shikve par qayamat dha gaya

un ka ye kahna ki dil se aadmi majbur hai

main saval-e-vasl kar ke us ada par mit gaya

hans ke farmaya ki ye darkhvast na-manzur hai

hashr men allah se fariyad un ke zulm ki

ai ‘rasa’ ye baat to shart-e-vafa se duur hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin

Jaane Kya Aisa Use Mujh Mein Nazar Aaya Tha

adnan-mohsin

Ism Ban Kar Tere Honton Se Phisalta Hua Main

Pas-E-Marg-E-Tamanna Kaun Dekhe

poet

Aks Bhi Kab Shab-E-Hijran Ka Tamashai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet