• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phunk denge Mere Andar Ke Ujale Mujhko

Phunk denge Mere Andar Ke Ujale Mujhko

aziz-bano-darab-wafa

phunk denge mire andar ke ujale mujh ko

kaash dushman mira qindil bana le mujh ko

ek saaya huun main halat ki divar men qaid

koi suraj ki kiran aa ke nikale mujh ko

apni hasti ka kuchh ehsas to ho jaae mujhe

aur nahin kuchh to koi maar hi daale mujh ko

main samundar huun kahin duub na jaun khud men

ab koi mauj kinare pe uchhale mujh ko

tishnagi meri musallam hai magar jaane kyuun

log de dete hain tuute hue pyale mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tumne Hamara Sath Diya to KHud Ko Hum Pa Jaenge

Kuchh Be-Nam Talluq Jinko Nam Achchha Sa Dene Mein

afroz-alam

Phaile Hue Ghubar Ka Phir Moajiza Bhi dekh

Kabhi Khwahish Na Hui Anjuman-Arai Ki

KHirad Bhi Na-Mehrban Rahegi Shuur Bhi Sar-Garan Rahega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet