• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phulon Ki Anjuman Mein Bahut Der Tak Raha

Phulon Ki Anjuman Mein Bahut Der Tak Raha

phulon ki anjuman men bahut der tak raha

koi mire chaman men bahut der tak raha

aaya tha mere paas vo kuchh der ke liye

suraj magar gahan men bahut der tak raha

main rokta raha use chalakiyon ke saath

vo apne bhole-pan men bahut der tak raha

jo shah mili to dil mira bebak ho gaya

nairangi-e-badan men bahut der tak raha

ankhon men aa gaya hai miri bhi zara sa daagh

phuul us ke pairahan men bahut der tak raha

aaya nahin hai khinch ke laana paḌa mujhe

dil yaar ke vatan men bahut der tak raha

us ke baghair jaise jahannam hai zindagi

main jannat-e-adn men bahut der tak raha

donon se saath saath mulaqat ho ga.i

kuchh sarv kuchh saman men bahut der tak raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ul-iman

Kal Ki Baat

Maulana Rumi

Ishq-e-Ilahi

Raat Ko KHwab Ho Gai Din Ko KHayal Ho Gai

asrarul-haq-majaz

Ek Ghamgin Yaad

Kuza-Gar Ke Ghar Ummiden Aai Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet