Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
abdullah-javed

Phul Ke Laeq Faza Rakhni Hi Thi

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Abdullah Javed
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

phuul ke laaeq faza rakhni hi thi

dar hava se tha hava rakhni hi thi

go mizajan ham juda the khalq se

saath men khalq-e-khuda rakhni hi thi

yuun to dil tha ghar faqat allah ka

but jo paale the to ja rakhni hi thi

tark karni thi har ik rasm-e-jahan

haan magar rasm-e-vafa rakhni hi thi

sirf kaabe par na thi hujjat tamam

bad-e-kaba karbala rakhni hi thi

More Poems

Kab Koi Tujh Sa Aaina-Ru Yan Hai dusra

Hansi Chhupa Bhi Gaya Aur Nazar Mila Bhi Gaya

Aaj Socha To Aansu Bhar Aae

Bedar Karun Kis Se Main Izhaar-E-Mohabbat

Kahin Tutte Hain

dil Hai Ghiza-E-Ranj Jigar Hai Ghiza-E-Ranj

Ajib Saneha Mujh Par Guzar Gaya Yaro

Aakhiri Bar Andhere Ke Pujari Sun Len

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.