• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phirta Hun bhaTakta Koi Rahbar Nahin Milta

Phirta Hun bhaTakta Koi Rahbar Nahin Milta

poet

phirta huun bhaTakta koi rahbar nahin milta

hai vo nighra us ka mujhe ghar nahin milta

yarab maraz-e-ishq hai ya koi bala hai

chain is dil-e-betab ko dam bhar nahin milta

ham kis se karen da.ava-e-ḳhun kijiye insaf

maqtul hain jis ke vo sitamgar nahin milta

sab arzuen dil ki ba-ḳhubi nikal aa.en

tanha vo kabhi ham se ghaḌi bhar nahin milta

naqd-e-dil-o-jan nazr karun muft hi lekin

mujh ko mire Dhab ka koi dilbar nahin milta

achchha kiya jo aa rahe ankhon men hi vo ‘faiz’

aisa kahin duniya men unhen ghar nahin milta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tha Aaine Ke Samne Chehra Khula Hua

poet

Mil Us Pari Se Kya Kya Hua Dil

Us Se Bhi Aisi KHata Ho Ye Zaruri to Nahin

Meri Be-KHudi Hai Wo Be-KHudi Ki KHudi Ka Wahm-O-Guman Nahin

Kaise Hoga Asar Dawaon Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet