• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Wahi Be-Dili Phir Wahi Mazarat

Phir Wahi Be-Dili Phir Wahi Mazarat

phir vahi be-dili phir vahi ma.azarat

bas bahut ho chuka zindagi ma.azarat

ḳhud-kalami se bhi ruuTh jaati hai tu

ab na bolunga ai ḳhamushi ma.azarat

dhuup Dhal bhi chuki saa.e uTh bhi chuke

ab mire yaar kis baat ki ma.azarat

daad be-dad men dil nahin lag raha

dosto shukriya sha.eri ma.azarat

be-ḳhudi men ḳhuda.i ka da.ava kiya

ai ḳhuda dar-guzar ai ḳhudi ma.azarat

tujh se guzri hui zindagi maang li

rabb-e-imroz-o-farda-o-di ma.azarat

ik nazar us ne dekha hai ‘asim’ chalo

duur hi se sahi ho chuki ma.azarat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Hakim Na Attar Se Shifa Hogi

adil-mansuri

Wusat-E-daman-E-Sahra dekhun

Sadme Jo Kuchh Hon Dil Pe Sahiye

Kabhi Kabhaar Bhi Kab Saeban Kisi Ne Diya

Charagh-E-Shauq Jala Kar Kahan Se Jaana Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet