• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Uske Phande Mein Ja Rahe Hain Ki Jis Ke Phande Mein Ja Chuke The

Phir Uske Phande Mein Ja Rahe Hain Ki Jis Ke Phande Mein Ja Chuke The

poet

phir us ke phande men ja rahe hain ki jis ke phande men ja chuke the

vahi musibat utha rahe hain ki jo musibat utha chuke the

kaho jo beja baja hai mujh ko saza hai jo na-saza hai mujh ko

ki un ka rona pada hai mujh ko jo muddaton tak rula chuke the

jo un ki khu thi so un ki khu hai jo guftugu thi so guftugu hai

phir un pe mitne ki aarzu hai jo har tarah se mita chuke the

adu ka main huun adu muqarrar barabar aa ke hue barabar

bhala badalta na rang kyuun kar vo rang apne jama chuke the

kisi se koi na dil lagae ‘nasim’ kya kaifiyat batae

vahi ab aansu bahane aae lahu jo mera baha chuke the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sozish-E-Shola-E-Furqat Se Fana Ho Jaana

agha-shayar-qazalbash

Ye Kaise Baal Khole Aae Kyun Surat Bani Gham Ki

Teri Barq-Pash-Nigah Se Tere Hashr-KHez-KHiram Se

poet

bhiD Hai Logon Ki Har Su Aashna Koi Nahin

Gham-E-Dil Kisi Se Chhupana paDega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet