• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Shoala-E-Gul Mauj-E-Saba Chahiye Yaro

Phir Shoala-E-Gul Mauj-E-Saba Chahiye Yaro

phir sho.ala-e-gul mauj-e-saba chahiye yaaro

gulnar gulistan ki faza chahiye yaaro

pairahan-e-jan chaak rahe tez hava men

tufan men jiine ki ada chahiye yaaro

matlub ho gar shahid-e-ma.ani ki tajalli

alfaz ki sad-rang qaba chahiye yaaro

shadab na.i rut se hai gulzar-e-adab bhi

phulon ko tar-o-taza hava chahiye yaaro

jitne bhi dariche hain sabhon ko na karo band

ik aadh daricha to khula chahiye yaaro

shishe ki koi chiiz salamat na rahegi

is daur men patthar ki ana chahiye yaaro

dil sang-e-malamat se hina-rang hai lekin

kuchh aur rifaqat ka sila chahiye yaaro

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Nafrat Bhi Hai Sheron Mein Mere Pyar Ke Sath

Sufi

de Gaya Aakhiri Sada Koi

gulnar-aafreen

Aansu Bhi Wahi Karb Ke Sae Bhi Wahi Hain

shah-naseer

Hathon Ko Utha Jaan Se Aakhir Ko Rahunga

Basar Hona Bahut Dushwar Sa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet