• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Sar-E-Dar-E-Wafa Rasm Ye Dali Jae

Phir Sar-E-Dar-E-Wafa Rasm Ye Dali Jae

phir sar-e-dar-e-vafa rasm ye Daali jaa.e

gul ho ik sham.a to ik aur jala li jaa.e

duur karni ho jo tariki-e-rah-e-iḳhlas

mash.al-ashk-e-nadamat hi jala li jaa.e

aa.ina main ne sar-e-rahguzar rakha hai

taaki ahbab ki kuchh ḳham-ḳhayali jaa.e

haal ye tark-e-ta.alluq pe hua karta hai

jaise machhli koi paani se nikali jaa.e

tu ise apni tamannaon men shamil kar le

ham se to teri tamanna na sambhali jaa.e

aap ke uThne pe mahfil ka ye aalam paaya

jaise hanste hue chehron se bahali jaa.e

ḳhastagi dekhi hai ‘javed’ fasil-e-dil ki

is pe buniyad shab-e-gham ki na Daali jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Agar Nahin Qasd Ai Zalim Mere dil Ke Satane Ka

poet

Hai Wajh Koi KHas Meri Aankh Jo Nam Hai

Main Abhi Se Kis Tarah Un Ko Bewafa Kahun

Wo Agar Ab Bhi Koi Ahd Nibhana Chahe

poet

Jab Karen Mujh Tere Ka Khyal Ankhiyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet