• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Ji Uthe Hain Jis Se Wo Imkan Tum Nahin

Phir Ji Uthe Hain Jis Se Wo Imkan Tum Nahin

saleem-kausar

phir ji uthe hain jis se vo imkan tum nahin

ab jo bhi kar raha hai ye ehsan tum nahin

mujh men badal raha hai jo ik alam-e-khayal

us lamha-e-junun ke nigahban tum nahin

bujhte hue charagh ki lau jis ne tez ki

vo aur hi hava hai miri jaan tum nahin

phir yuun hua ki jaise girah khul gai koi

mushkil to bas yahi thi ki asan tum nahin

tum ne suni nahin hai sada-e-shikast-e-dil

ham jhelte rahe hain ye nuqsan tum nahin

tum se to bas nibah ki surat nikal padi

jis se hue the vaada o paiman tum nahin

khush-fahmiyon ki baat alag hai magar ye ghar

jis ke liye saja hai vo mehman tum nahin

ye alam-e-zuhur hai hijrat-zada ‘salim’

ham bhi dukhi hain sirf pareshan tum nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Par Yunhi choT Lagi to Kuchh Din KHub Malal Kiya

Izhaar-E-Aqidat Mein Kahan Tak Nikal Aae

ahmad-ali-barqi-azmi

Hinsa Ke Pahle Mujhe Phir Rula Gaya Ek Shakhs

shahryar

dekh dariya Ko Ki Tughyani Mein Hai

mirza-ghalib

dard Minnat-Kash-E-dawa Na Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet