• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Ek Tir Sambhaala Usne Mujh Pe Nazar Dali

Phir Ek Tir Sambhaala Usne Mujh Pe Nazar Dali

phir ik tiir sambhala us ne mujh pe nazar Daali

aḳhiri neki thi tarkash men vo bhi kar Daali

Thahro yahin ai qafile vaalo aaya dasht-e-bala

us ne ye kah ke apne sar par ḳhak-e-safar Daali

aur koi duniya hai teri jis ki khoj karun

zehn men phir ik samt bikheri rahguzar Daali

haath hava ke baḌhne lage hain basti ke atraf

dekho us ne chingari ab kis ke ghar Daali

chashm-e-falak ka ik aansu hai gardish karti zamin

kya pesh aaya jo us ne bina-e-dida-e-tar Daali

vaqt se puchho vaqt se sachcha shahid koi nahin

kis ne tegh uTha.i ran men kis ne sipar Daali

main to bas gauhar se ḳhali ek sadaf huun ‘ramz’

mushkil hogi us ne koi baat agar Daali

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bahe Sath Ashk Ke laKHt-E-Jigar Tak

abrar-ahmad

Mere Pas Kya Kuchh Nahin

KHWAJA GHULAM FARID

Sade Nal Sada Tun Wass Pya

Kaise Dil Ka Kaha Bataen Hum

Na Bhul Pae Tumhein Hadisa Hi Aisa Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet