• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHwahish-E-taKHt Na Ab Dirham-O-Dinar Ki Gunj

KHwahish-E-taKHt Na Ab Dirham-O-Dinar Ki Gunj

ḳhvahish-e-taḳht na ab dirham-o-dinar ki guunj

vadi-e-chashm men hai hasrat-e-didar ki guunj

zaḳhm-dar-zaḳhm suḳhan aur bhi hota hai vasi.a

ashk-dar-ashk ubharti hai qalamkar ki guunj

kaash meri bhi sama.at ko Thikana de de

dasht-e-mahshar men tire saya-e-divar ki guunj

ahaTen bhi nahin karte mire a.amal kabhi

ek avaz nihan hai mire kirdar ki guunj

jab bahut ghaur kiya hai to suna.i di hai

muflis-e-shahr ki chup men kisi zardar ki guunj

jis ne sukhi hui miTi se bana.e kuuze

shahr-e-zamzam se uThi hai usi fankar ki guunj

ek muddat se bhaTakti hui phirti hai ‘salim’

kucha-e-dil men mohabbat ke talab-gar ki guunj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt-E-ruKHsat Wo Aansu Bahane Lage

shah-naseer

dil Ishq-E-Khush-Qadan Mein Jo Khwahan-E-Nala Tha

shah-naseer

Kabhu Na Us Rukh-E-Raushan Pe Chhaiyan dekhin

zehra-nigaah

Yahan dildar-Begam dafn Hai

etibar-sajid

Ye Thik Hai Ki Bahut Wahshaten Bhi Thik Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet