• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Ka Koi Khair-Khwah To Hai

Ishq Ka Koi Khair-Khwah To Hai

shakeel-badayuni

ishq ka koi khair-khvah to hai

tu nahin hai tiri nigah to hai

arz-e-gham kyuun na un se kar dekhun

ab bhi thodi si rasm-o-rah to hai

zindagi ik siyah raat sahi

ashiqi ik charagh-e-rah to hai

roz-o-shab ki haqiqaten maalum

ik tamasha-e-mehr-o-mah to hai

tab-e-jalva mujhe nahin na sahi

lekin ik jurat-e-nigah to hai

aur iqbal-e-jurm kya ho ‘shakil’

thartharate labon pe aah to hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-hoshiyarpuri

Harif-e-dastan Karna Pada Hai

Sheikh Saadi

Khush-Tar Az dauran-e-Shq Ayyam Nist

Numu Ke Irfan Se Be-KHabar Hun

humaira-rahat

Main Aab-E-Ishq Mein Hal Ho Gai Hun

fatima-hasan

Wo Ek Lamha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet