• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Andheri Rah Mein Koi Diya Mil Jaega

Phir Andheri Rah Mein Koi Diya Mil Jaega

phir andheri raah men koi diya mil ja.ega

tum akele ghar se niklo qafila mil ja.ega

tang-zarfi ḳhushk kar Dalegi dariya dekh le

ham ko kya koi samundar dusra mil ja.ega

kar raha huun main ta.aqub gardish-e-ayyam ka

ik na ik din zindagi tera pata mil ja.ega

andhiyo aa jaao khul kar main charagh-e-tur huun

mujh se Takrane ka tum ko bhi maza mil ja.ega

tang mat kar ai zamin kar den ishara ik agar

asmanon se bhi ham ko aasra mil ja.ega

sang-e-furqat maar kar mat jaao mujh ko chhoḌ kar

dil ka shisha toḌne se yaar kya mil ja.ega

sahilon par rahne vaalo ik zara avaz do

gharq hoti kashtiyon ko hausla mil ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Jaga Sake Na Tere Lab Lakir Aisi Thi

KHudi Ke Zoam Mein Aisa Wo Mubtala Hua Hai

KHud Apne Jurm Ka Mujrim Ko Etiraf Na Tha

insha-allah-khan-insha

Gali Sahi Ada Sahi Chin-E-Jabin Sahi

Yar Bhi Rah Ki Diwar Samajhte Hain Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet