• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Aapne Dekha Hai Mohabbat Ki Nazar Se

Phir Aapne Dekha Hai Mohabbat Ki Nazar Se

phir aap ne dekha hai mohabbat ki nazar se

guzre na kahin gardish-e-dauran bhi idhar se

puchhen to zara pech-o-ḳham-e-rah ki baten

kuchh log abhi lauT ke aa.e hain safar se

shayad kahin suraj ki kiran shaam ko phuTe

ham sham.a jala.e hue baiThe hain sahar se

logo miri ashufta-sari par na karo tanz

ilzam utaro koi us zulf ke sar se

dekha na unhen dida-e-hairat ne dobara

jalvon ko shikayat hai miri tab-e-nazar se

ḳhushbu-e-gul-o-lala chhupa lete hain patte

ab qadr-e-hunar hai to faqat arz-e-hunar se

taare to chamak apni dikhate hain sahar tak

dil Dubne lagta hai magar pichhle pahar se

ghairon ki nigahen tire jalvon se hain sairab

ai kaash ye badal miri ankhon pe bhi barse

zulmat hi ke saa.e men sukun DhunDiye ‘maz.har’

ḳhairat bahut maang chuke nur-e-sahar se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

khwaja-meer-dard

Madrasa Ya dair Tha Ya Kaba Ya But-Khana Tha

Main Apne KHwab Mein Kuchh KHak Mein Milati Hun

abdul-hamid-adam

Zulmaton Ko Sharab-Khane Se

afzal-gauhar-rao

Main Sun Raha Hun Jo duniya Suna Rahi Hai Mujhe

Samjhe the Be-KHabar Jinhen Hushyar Wo Bhi Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet