• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phal Jae Mohabbat to Mohabbat Hai Mohabbat

Phal Jae Mohabbat to Mohabbat Hai Mohabbat

phal jaa.e mohabbat to mohabbat hai mohabbat

aur raas na aa.e to musibat hai mohabbat

sarmaya-e-divana-e-ulfat hai mohabbat

ai ulTe hue dil tiri qimat hai mohabbat

hai ham hi talak ḳhair ghanimat hai mohabbat

ho jaa.e unhen bhi to qayamat hai mohabbat

ro ro ke vo pochhenge miri aankh se aansu

a.enge vo din bhi jo salamat hai mohabbat

badnam kiya laakh tujhe ḳhud-gharazon ne

phir bhi tiri duniya ko zarurat hai mohabbat

duniya kahe kuchh hai magar iman ki ye baat

hone ki tarah ho to ibadat hai mohabbat

hai jin se un ankhon ki qasam khata huun ‘manzar’

mere liye parvana-e-jannat hai mohabbat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raat Phir KHwab Mein Aane Ka Irada Kar Ke

Raat Tere KHwabon Ne Mujh Par Yun Arzani Ki

Nigahen Dar Pe Lagi Hain Udas baiThe Hain

bahadur-shah-zafar

Na Us Ka Bhed Yari Se Na Ayyari Se Hath Aaya

Jo Dekho to Ayan Kuchh Bhi Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet