• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phaile Hue Hain Shahr Mein Sae Nidhaal Se

Phaile Hue Hain Shahr Mein Sae Nidhaal Se

adil-mansuri

phaile hue hain shahr men saae nidhal se

jaaen kahan nikal ke khayalon ke jaal se

mashriq se mera rasta maghrib ki samt tha

us ka safar junub ki janib shumal se

kaisa bhi talkh zikr ho kaisi bhi tursh baat

un ki samajh men aaegi gul ki misal se

chup-chap baithe rahte hain kuchh bolte nahin

bachche bigad gae hain bahut dekh-bhal se

rangon ko bahte dekhiye kamre ke farsh par

kirnon ke vaar rokiye shishe ki dhaal se

ankhon men ansuon ka kahin naam tak nahin

ab juute saaf kijiye un ke rumal se

chehra bujha bujha sa pareshan zulf zulf

allah dushmanon ko bachae vabal se

phir paniyon men nuqrai saae utar gae

phir raat jagmaga uthi chandi ke thaal se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

seema-sharma-meeruthi

Chand Khud Ko dekh Kar Sharmaega

Sheikh Saadi

Story 18 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Tu Apne Phul Se honTon Ko Raegan Mat Kar

gulzar

Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par

poet

Ai Yar Nasihat Ko Agar Gosh Kare Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet