• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aae Kya Kya Yaad Nazar Jab paDti in Dalanon Par

Aae Kya Kya Yaad Nazar Jab paDti in Dalanon Par

aa.e kya kya yaad nazar jab paḌti in dalanon par

us ka kaghaz chipka dena ghar ke raushan-danon par

aaj bhi jaise shane par tum haath mire rakh deti ho

chalte chalte ruk jaata huun saari ki dukanon par

barkha ki to baat hi chhoḌo chanchal hai purva.i bhi

jaane kis ka sabz dupaTTa phenk ga.i hai dhanon par

shahr ke tapte fuTpathon par gaanv ke mausam saath chalen

buḌhe bargad haath sa rakh den mere jalte shanon par

saste damon le to aate lekin dil tha bhar aaya

jaane kis ka naam khuda tha pital ke gul-danon par

us ka kya man-bhed bata.un us ka kya andaz kahun

baat bhi meri sunna chahe haath bhi rakkhe kanon par

aur bhi siina kasne lagta aur kamar bal kha jaati

jab bhi us ke paanv phisalne lagte the Dhalvanon par

sher to un par likkhe lekin auron se mansub kiye

un ko kya kya ghussa aaya nazmon ke unvanon par

yaaro apne ishq ke qisse yuun bhi kam mash.hur nahin

kal to shayad novel likkhe jaa.en in rumanon par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ishrat-afreen

dhup Utha Li Maine Apne Hisse Ki

Reg-E-Hasti Ka Istiara Ban

poet

Lazim Hai Soz-E-Ishq Ka Shola Ayan Na Ho

Wo Chehre Jo the Husn Ke Tufan Ki Tarah

Bhage Achchhi Shaklon Wale Ishq Hai Goya Kaam Bura

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet