• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pau Phatte Hi Train Ki Siti Jab Kanon Mein Gunjti Hai

Pau Phatte Hi Train Ki Siti Jab Kanon Mein Gunjti Hai

poet

pau phatte hi train ki siiti jab kanon men gunjti hai

sarvat teri yaad mire dil ke khanon men gunjti hai

shahzadi ke hijr men likhhe kuchh lafzon ki hairani

shahzadi ke ghar tak aate mai-khanon men gunjti hai

shahzadi ke kanon men jo baat kahi thi ik tu ne

baad tire vo baat tire hi afsanon men gunjti hai

jaan se jaane se pahle ik aah bhari hogi tu ne

shaam dhale jo duur kahin ab viranon men gunjti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Wo Raat Be-Panah Thi Aur Main Gharib Tha

wo kash waqt ke pahre ko toD kar aate

poet

Kis Se Puchhun Hae Main Is dil Ke Samjhane Ki Tarah

Ye Faza-E-Saz-O-Muzrib Ye Hujum-E-Taj-E-Daran

Jab Tera Intizar Hota Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet