Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
asrarul-haq-majaz

Partaw-E-Saghar-E-Sahba Kya Tha

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Asrarul Haq Majaz
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

partav-e-saghar-e-sahba kya tha

raat ik hashr sa barpa kya tha

kyuun javani ki mujhe yaad aai

main ne ik khvab sa dekha kya tha

husn ki aankh bhi namnak hui

ishq ko aap ne samjha kya tha

ishq ne aankh jhuka li varna

husn aur husn ka parda kya tha

kyuun ‘majaz’ aap ne saghar toda

aaj ye shahr men charcha kya tha

More Poems

Hijr Ke Par Bhig Jaen

Sher Ka Husn Ho Naghmon Ki Jawani Ho Tum

Kisi Ko Humse Hain Chand Shikwe Kisi Ko Behad Shikayaten Hain

Kaisa Hi dost Ho Na Kahe Raaz-E-dil Koi

Khol di Hai Zulf Kis Ne Phul Se Rukhsar Par

Mota Paherun Ke Par Jhinan

Nae Uslub Mein Zinda Hue Hain

Mera Banna-Sanwarna Apni Ja Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.