• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Teri Yaadon Ki Chalne Lagi Purwai

Jab Bhi Teri Yaadon Ki Chalne Lagi Purwai

jab bhi tiri yadon ki chalne lagi purva.i

har zaḳhm hua taaza har choT ubhar aa.i

is baat pe hairan hain sahil ke tamasha.i

ik TuuTi hui kashti har mauj se Takra.i

maiḳhane tak aa pahunchi insaf ki rusva.i

saaqi se hui laghzish rindon ne saza paa.i

hangama hua barpa ik jaam agar TuuTa

dil TuuT ga.e lakhon avaz nahin aa.i

ik raat basar kar len aram se divane

aisa bhi koi va.ada ai jan-e-shakeba.i

kis darja sitam-gar hai ye gardish-e-dauran bhi

ḳhud aaj tamasha hain kal the jo tamasha.i

kya janiye kya gham tha mil kar bhi ye aalam tha

be-ḳhvab rahe vo bhi ham ko bhi na niind aa.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raat Main Is Kashmakash Mein Ek Pal Soya Nahin

KHWAJA GHULAM FARID

Sade Nal Sada Tun Wass Pya

Qatra-Qatra Ishq Piya Hai

poet

Furqat Ki Aafat Bure din Katna Sal Hai

Aag Kya Sard Hui Barf Ko Pani Kar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet