• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Parda haTa Ke Jab Wo Hasin Muskuraega

Parda haTa Ke Jab Wo Hasin Muskuraega

parda haTa ke jab vo hasin muskura.ega

bijli hamare hosh-o-ḳhirad par gira.ega

kya thi ḳhabar ki tark-e-ta.alluq ke baad bhi

ham ko vo shoḳh parda-nashin yaad aa.ega

ummid-o-arzu ki tabahi to dekh li

ab aur kya hamen ye muqaddar dikha.ega

ai qalb-e-zar sabr-o-tahammul se kaam le

kab tak kisi ki yaad men aansu baha.ega

meri zaban se sun na sake vo agar to kya

rudad meri un ko zamana suna.ega

jis raaz ko chhupa na sake qais-o-kohkan

ai qalb-e-gham-nasib tu kaise chhupa.ega

‘nayyar’ ghamon ki tez havaon ke samne

kab tak ḳhayal-o-ḳhvab ki sham.a jala.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Manzil Pe Le Ke Pahunchega Azm-e-Jawan Mujhe

Darida-Pairahanon Mein Shumar Hum Bhi Hain

Aarzu Kaamran Nahin Lagti

shahryar

Ek Siyasi Nazm

parveen-fana-syed

sanware aaKhirat ya zindagi ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet