• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pani Mein Bhi Pyas Ka Itna Zahr Mila Hai

Pani Mein Bhi Pyas Ka Itna Zahr Mila Hai

poet

paani men bhi pyaas ka itna zahr mila hai

honTon par aate har qatra suukh raha hai

andhe ho kar badal bhage phirte hain

gaate gaate ek parinda aag hua hai

phuul aur phal to taaza konpal par aate hain

piila patta is vahshat men TuuT raha hai

gardish gardish chalne se hi kaT pa.ega

charon janib ek safar ka jaal bichha hai

usi peḌ ke niche dafn bhi hona hoga

jis ki jaḌ par main ne apna naam likha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qabza Mere Badan Pe Meri KHwahishon Ka Hai

Main Akela Hun Yahan Mere Siwa Koi Nahin

Tere Milne Ka aaKHiri Imkan

Tez-Rau Pani Ki Tikhi Dhaar Par Bahte Hue

sheikh-ibrahim-zauq

Kaun Waqt Ai Wae Guzra Ji Ko Ghabraate Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet