• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Palkon Pe Yahi KHwab Sajaya Hai Ki Tum Ho

Palkon Pe Yahi KHwab Sajaya Hai Ki Tum Ho

palkon pe yahi ḳhvab sajaya hai ki tum ho

ye samne mere koi tum sa hai ki tum ho

dastak si hui jab bhi to darvaze ko main ne

har baar yahi soch ke khola hai ki tum ho

raunaq men achanak jo izafa sa hua hai

angan men mire chand ka haala hai ki tum ho

hai talḳh haqiqat ki mujhe chhoḌ ga.e ho

ehsas magar ab bhi ye hota hai ki tum ho

bedar the jab tak to muḳhatib the tumhin se

jab aankh lagi ḳhvab men dekha hai ki tum ho

tum ruuh men utre ho pata ye nahin phir bhi

aamad ka har ik sher batata hai ki tum ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Duniya Se Hue baiThe Ho Ru-Posh Ai Jaana

Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho

Ye Bhi Hua Ki Filon Ke Darmiyan Milin

Maine Kab Apni Wafaon Ka Sila Manga Tha

Uski Pahle Se Thi Nazar Shayad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet