• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pal Rahe Hain Kitne Andeshe Dilon Ke Darmiyan

Pal Rahe Hain Kitne Andeshe Dilon Ke Darmiyan

pal rahe hain kitne andeshe dilon ke darmiyan

raat ki parchha.iyan jaise diyon ke darmiyan

phir kisi ne ek ḳhun-alud ḳhanjar rakh diya

ḳhauf ke zulmat-kade men doston ke darmiyan

kya sunahri daur tha ham zard patton ki tarah

dar-ba-dar phirte rahe piili ruton ke darmiyan

ai ḳhuda insan ki taqsim-dar-taqsim dekh

parsaon devtaon qatilon ke darmiyan

ashti ke naam par itni saf-ara.i hui

aa ga.i barud ki ḳhush-bu gulon ke darmiyan

mera chehra ḳhud bhi ashob-e-safar men kho gaya

main ye kis ko DhunDta huun manzilon ke darmiyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bushra-ejaz

Meri Raat Mera Charagh Meri Kitab de

Kab Sar-E-Dosh-E-Hawa KHak Faqat Meri Hai

paDta Tha Is KHayal Ka Saya Yahin Kahin

poet

Jab Bhi Ye Gardan Jhuka Li Jaegi

Jab Apne Gham Ka Fasana Unhen Sunate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet