• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Paida Kiya Hai uDti Hui KHak Se Mujhe

Paida Kiya Hai uDti Hui KHak Se Mujhe

paida kiya hai uḌti hui ḳhaak se mujhe

nisbat yahi hai sarsar-e-saffak se mujhe

ab to asir-e-gardish-e-lail-o-nahar huun

muddat hui hai utre hue chaak se mujhe

aa.ega koi kholega band-e-qaba-e-harf

dega najat kaghzi poshak se mujhe

duniya hai ishva-saz to main huun makin-e-zat

ḳhatra nahin hai is zan-e-bebak se mujhe

par phaḌphaḌa raha huun basirat ke daam men

koi chhuḌa.e qabza-e-idrak se mujhe

rah ja.egi lakir lahu ki zamin par

le ja.iye na bandh ke fitrak se mujhe

mujh se zamin ḳhauf-zada hai ‘rafiq-raz’

ye janti hai rabt hai aflak se mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHayal-O-KHwab Ki Ab Rahguzar Mein Rahta Hai

poet

Na Bachpan Mein Kaho Hum Ko Kadi Baat

Dhani Surmai Sabz Gulabi Jaise Man Ka Aanchal Sham

Chand Ko Pura Hone Do

Teri Aawaz-E-Pa Pe Lagte Kan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet