• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ehsan-E-Sang-O-KHisht uTha Lena Chahiye

Ehsan-E-Sang-O-KHisht uTha Lena Chahiye

poet

ehsan-e-sang-o-ḳhisht uTha lena chahiye

ghar ab koi na koi bana lena chahiye

itni ghalat nahin hai ye vaa.iz ki baat bhi

thoḌa bahut savab kama lena chahiye

halat kya hon agle paḌav pe kya ḳhabar

sapna ya sang koi bacha lena chahiye

vo raat hai ki saaya badan se hai munharif

ham kis jagah khaḌe hain pata lena chahiye

dushman ya dost kaun khaḌa hai pas-e-ghubar

jo so rahe hain un ko jaga lena chahiye

husn-e-butan ki baat hi ‘azmi’ chhiḌi rahe

mausam ka kuchh na kuchh to maza lena chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chehra Bata Raha Hai Raaton Ko Jagte Ho

Dard Itna Bhi Nahin Hai Ki Chhupa Bhi Na Sakun

Kya Lutf Zindagi Ka Jo Nadaniyan Na Hon

Supurd-E-Gham-Zadagan-E-Saf-E-Wafa Hua Main

poet

Asar Kar Ke Aah-E-Rasa Phir Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet