• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahle Wo Achanak Nazar Aaya Use Dekha

Pahle Wo Achanak Nazar Aaya Use Dekha

pahle vo achanak nazar aaya use dekha

phir dil ne kiya aur taqaza use dekha

vo husn baḌi der raha samne mere

phir main ne miyan jis tarah chaha use dekha

vo pal to miri aankh se jaata hi nahin hai

ik roz dariche se main jhanka use dekha

vo husn ke meyar pe puura tha bahar-taur

dekha hi nahin koi bhi jaisa use dekha

ik shaam vo kuchh aisa khula aisa khula bas

jaisa main samajhta tha so vaisa use dekha

dariya sa samundar men utarne ko tha betab

utra use dekha jo vo Duuba use dekha

chhaya hai ḳhayalon men ‘sa.id’ aisa koi shaḳhs

lagta hai ki jis ne mujhe dekha use dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

waseem-barelvi

Bite Hue din Khud Ko Jab dohraate Hain

poet

Jab Kisi Ne Aan Kar Dil Se Mere purKHash Ki

poet

Rakha Pa Jahan Mein Nagara Zamin Par

poet

Dur Hai Ba-Huzur Lagta Hai

bazm-e-jaan phir nigah-e-tauba-shikan mange hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet