• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahle to Shahar Bhar Mein Andhera Kiya Gaya

Pahle to Shahar Bhar Mein Andhera Kiya Gaya

poet

pahle to shahar bhar men andhera kiya gaya

phir ham se raushni ka taqaza kiya gaya

pahle to sazishon se hamen di ga.i shikast

phir ḳhuub is shikast ka charcha kiya gaya

ik shaḳhs ke liye miri basti ka rasta

kachche makan gira ke kushada kiya gaya

pahle to mujh ko raah bata.i ga.i ghalat

phir meri gumrahi ka tamasha kiya gaya

duniya na thi jo pyaar ke qabil to kis liye

ham ko asir-e-ḳhvahish-e-duniya kiya gaya

is gulshan-e-hayat men rang-e-ḳhizan ke saath

ik mausam-e-bahar bhi paida kiya gaya

ankhon ko ansuon ke javahar diye ga.e

dil ke sipurd gham ka ḳhazana kiya gaya

duniya hamare qatl ko kahti hai ḳhud-kushi

marne ke ba.ad bhi hamen rusva kiya gaya

‘shahid’ likha gaya tha hamare hi ḳhuun se

tasnif jab vafa ka sahifa kiya gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gah Humse Khafa Wo Hain Gahe Un Se Khafa Hum

Shab-E-Be-Mah Bhi Uski Nahin Kali Hogi

Mohabbaton Ka Chaman Paemal Humne Kiya

poet

Apne Chehre Par Kai Chehre Liye

poet

Badla Hua Hai Rang-E-Gulistan Mere Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet