• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pa Kar Shamim Gesu-E-Jaanan Saba Se Aaj

Pa Kar Shamim Gesu-E-Jaanan Saba Se Aaj

pa kar shamim gesu-e-janan saba se aaj

milta nahin dimagh gulon ko hava se aaj

ohda-bar-a jo hona tha ahd-e-vafa se aaj

ham kya subuk sira na mile hain qaza se aaj

kah de ye koi sheva-e-hajat-rava se aaj

bargashta ho ke baat na karna gada se aaj

jab hai amal fuzul dua ghair mustajab

to haath uTha.e lete hain ham mudda.a se aaj

is tarah us ne uzr-e-taghaful men aah ki

phir ho ga.i ummid-e-vafa bevafa se aaj

ye josh-e-ibtila hai ki ahl-e-safina bhi

naraz naḳhuda se hain na-ḳhush ḳhuda se aaj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Himala

kishwar-naheed

Pahan Ke Pairhan-E-Gul Saba Nikalti Hai

Koi Dariya Bhi Rawan Hai Mujh Mein

poet

Ek Dushman Ko baDe Pyar Se Mehman Kiya

nazeer-akbarabadi

Andaz Kuchh Aur Naz-O-Ada Aur Hi Kuchh Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet