• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Niwala

Niwala

ali-sardar-jafri

maan hai resham ke kar-khane men

baap masruf suuti mill men hai

kokh se maan ki jab se nikla hai

bachcha kholi ke kaale dil men hai

jab yahan se nikal ke jaega

kar-khanon ke kaam aaega

apne majbur pet ki khatir

bhuuk sarmae ki badhaega

haath sone ke phuul uglenge

jism chandi ka dhan lutaega

khidkiyan hongi bank ki raushan

khuun us ka diye jalaega

ye jo nanha hai bhola-bhala hai

sirf sarmae ka nivala hai

puchhti hai ye us ki khamoshi

koi mujh ko bachane vaala hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Unki Peshani Pe Dekha to Kai Bal Nikle

Saregama Pa Dhani

Kam Se Kam Aarzi Nahin Hogi

poet

Aatish-E-Bagh Aise Bhadki Hai Ki Jalti Hai Hawa

seema-sharma-meeruthi

Suni Na dasht Ya dariya Ki Bhi Kabhi Maine

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet