• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nind Raaton Ki Mere Yar uDati Hai Ghazal

Nind Raaton Ki Mere Yar uDati Hai Ghazal

niind raton ki mire yaar uḌati hai ghazal

sub.h tak ek ghazal-go ko jagati hai ghazal

log kahte hain ghazal kahna koi kaam nahin

kya ḳhabar un ko ki kis kaam men aati hai ghazal

raat jab paas mire koi nahin hota hai

mujh ko siine se laga kar ke sulati hai ghazal

ek misra ki koi sher ata kar ke mujhe

apne chakkar men ka.i roz ghumati hai ghazal

Thiik se gar ye likhi jaa.e paḌhi jaa.e yahan

ek insan ko insan banati hai ghazal

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh to Ho Dard Ki Lazzat Hi Sahi

Go Dagh Ho Gae Hain Wo Chhaale paDe Hue

Raqs-E-Hasti Ke Phisal Jaane Ka Andesha Hai

Gin Rahe Hain Dil-E-Nakaam Ke Din

poet

Asbab-E-Hast Rah Mein Lutana Pada Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet