• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Band Tha Darwaza Bhi Aur Agar Mein Bhi Tanha Tha Main

Band Tha Darwaza Bhi Aur Agar Mein Bhi Tanha Tha Main

band tha darvaza bhi aur agar men bhi tanha tha main

vahm tha jaane mira ya aap hi bola tha men

yaad hai ab tak mujhe vo bad-havasi ka saman

tere pahle ḳhat ko ghanTon chumta rahta tha main

raston par tirgi ki ye faravani na thi

is se pahle bhi tumhare shahr men aaya tha main

meri ungli par hain ab tak mere danton ke nishan

ḳhvab hi lagta hai phir bhi jis jagah baiTha tha main

aaj ‘amjad’ vahm hai mere liye jis ka vajud

kal usi ka haath thame ghumta phirta tha main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kab Tak Wo Mohabbat Ko Nibhata Nazar Aata

Kasrat-E-Wahdaniyat Mein Husn Ki Tanwir Dekh

rahat-indori

Aankh Mein Pani Rakho Honton Pe Chingari Rakho

Socho to Qayamat Hai Chhalawa Hai Bala Hai

Dil Pe Mushkil Hai Bahut Dil Ki Kahani Likhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet