• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dur Tak Raushni Hai Ghaur Se dekh

dur Tak Raushni Hai Ghaur Se dekh

akhtar-ansari-akbarabadi

duur tak raushni hai ghaur se dekh

maut bhi zindagi hai ghaur se dekh

un charaghon ke ba.ad ai duniya

kis qadar tirgi hai ghaur se dekh

rahnumaon ka jazba-e-isar

ye bhi ik rahzani hai ghaur se dekh

dushmani ko bura na kah ai dost

dekh kya dosti hai ghaur se dekh

tark-e-tadbir-o-justuju ke ba.ad

zindagi zindagi hai ghaur se dekh

gar ye shabnam ka rang laaya hai

har taraf tazgi hai ghaur se dekh

hain tahayyur men vo bhi ai ‘aḳhtar’

kya tiri shairi hai ghaur se dekh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tujhe Bhi Jaanchte Apna Bhi Imtihan Karte

poet

dekh Lo Ek Nazar Mein Kuchh Bhi Nahin

abdullah-javed

Ruh Ko Qalib Ke Andar Jaanna Mushkil Hua

poet

Ab Ke Jo Yahan Se Jaenge Hum

saleem-kausar

Koi Sachche Khwab dikhata Hai Par Jaane Kaun dikhata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet