• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / der Tak Raushni Rahi Kal Raat

der Tak Raushni Rahi Kal Raat

zehra-nigaah

der tak raushni rahi kal raat

main ne odhi thi chandni kal raat

ek muddat ke baad dhund chhutti

dil ne apni kahi suni kal raat

ungliyan asman chhuti thiin

haan miri dastaras men thi kal raat

uthta jaata tha parda-e-nisyan

ek ik baat yaad thi kal raat

taq-e-dil pe thi ghungruon ki sada

ik jhadi si lagi rahi kal raat

jugnuon ke se lamhe udte the

meri mutthi men aa gai kal raat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Malal chhoD Dun Zikr-E-Malal Bhi Na Karun

Chashm O Lab Kaise Hon Rukhsar Hon Kaise Tere

afzal-khan

Aaj Hi Fursat Se Kal Ka Masala Chhedunga Main

haTe Ye Aaina Mahfil Se Aur Tu Aae

luT Gaya Dil Kahan Nahin Malum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet