• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nind in Aankhon Mein Ban Kar Aae Koi

Nind in Aankhon Mein Ban Kar Aae Koi

niind in ankhon men ban kar aa.e koi

lori maan ki mujhe suna jaa.e koi

duur yahan se ja kar sab kuchh bhuul ga.e

ham zinda hain un ko batla.e koi

roz-e-azal se ham the akele duniya men

kahan se aur kaise ab saath aa.e koi

sach ko main sach maan luun ab ye behtar hai

mujh ko qaa.il kaise kar paa.e koi

aisi kahani kabhi nahin jo guzri ho

vahi kahani mujhe suna jaa.e koi

dard ko sahna bhi aadat men shamil hai

dard ki kitni had hai samjha.e koi

ab kuchh hi lamhon ka safar ye baaqi hai

‘sahiba’ bojh kahan tak sah paa.e koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-adil

Main Bhi Kya Zabt Aazmata Hun

Phul Meri Zat Ke Sahraon Mein Bo Jaega

abbas-tabish

Teri Ruh Mein Sannata Hai Aur Meri Aawaz Mein Chup

simTe to Aise Shams-O-Qamar Mein simaT Gae

poet

Chain paDta Nahin Hai Sone Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet