• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nigahen uTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki

Nigahen uTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki

poet

nigahen uTh rahi hain meri janib ik zamane ki

bharam khul ja.ega koshish na kiije muskurane ki

zamane ke sitam un ki jafa miri fida-kari

yahi shayad banengi surḳhiyan mere fasane ki

jahan se bijliyon ka qafila guzra hai gulshan men

vahin buniyad rakh chhoḌi hai main ne ashiyane ki

ḳhizan ke ruḳh pe zahrila tabassum main ne dekha hai

kali ko mil ga.i shayad ijazat muskurane ki

mashiyyat ka ye mansha hai main tufanon men ubharunga

zamana laakh kar le sazishen mere miTane ki

nasihat karne vaalo shukriya lekin ye batlao

kahan se la.un himmat un ke dar se lauT aane ki

kabhi majburi-e-halat men aisa bhi hota hai

safinon ko hua karti hai ḳhvahish Duub jaane ki

andheron ne ‘qamar’ kya kya miri rahon ko roka hai

kabhi koshish jo main ne ki koi sham.a jalane ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Intishaar Ki Hasrat Nahin KHarabe Ko

Din Mein Is Tarah Mere Dil Mein Samaya Suraj

Ye Aag Mohabbat Ki Bujhae Na Bujhe Hai

Chamka Hai Yun Nasib Ka Tara Kabhi Kabhi

poet

Rachi Dimagh Mein Ho Jis Ke Us Badan Ki Bu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet