• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nigah O dil Mein Wahi Karbala Ka Manzar Tha

Nigah O dil Mein Wahi Karbala Ka Manzar Tha

syeda-nafis-bano-shama

nigah o dil men vahi karbala ka manzar tha

main tishna-lab thi mire samne samundar tha

bahut ghurur tha biphre hue samundar ko

magar jo dekha mire ansuon se kam-tar tha

hamare hisse men aai hai ret sahil ki

kisi ne chhin li vo siip jis men gauhar tha

bahut sukun tha thahre hue samundar ko

ki us men jo bhi tha tufan mere andar tha

vo shakhs aaya tha ai ‘shama’ le ke mausam-e-gul

use khabar hi na thi dard mera zevar tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Wo Mere Qalb Ko Chhedega Kab Guman Mein Tha

poet

Ji Jae Magar Na Wo Pari Jae

Hath Kyun Thakne Lage Hain Qatilon Se Puchhna

poet

Zinda Ho Jata Hun Main Jab Yar Ka Aata Hai Khat

Usi Ka Dard Hai Jis Ke Jigar Ka Lasha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet