• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nigah-E-Awwalin Ki Dilistani Yaad Aati Hai

Nigah-E-Awwalin Ki Dilistani Yaad Aati Hai

nigah-e-avvalin ki dilistani yaad aati hai

kisi na-mehrban ki mehrbani yaad aati hai

qarib-e-shaḳh-e-gul hoti hai jab dastan-sara bulbul

hamen bhi bhuli-bisri ik kahani yaad aati hai

dil-e-nashadman ko aur bhi nashad karne ko

dil-e-nashadman ki shadmani yaad aati hai

javani aur bu-e-gul men ya rab kya ta.alluq tha

ki bu-e-gul se piiri men javani yaad aati hai

ghazal ab ḳhatm ho jaati hai apni panch sheron par

javani aur tabi.at ki ravani yaad aati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

TuTti Fariyaad Ki Socho Kabhu Ai Ham-Nashin

Sunahra Hi Sunahra Wada-E-Farda Raha Hoga

zahida-zaidi

Hikayat-E-Gurezan

allama-iqbal

Har Chiz Hai Mahw-E-Khud-Numai

zehra-nigaah

Insaf

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet